Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKuch Naa Kaho (2003)
HomeKuch Naa Kaho (2003)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


mujhe tum chupke chupke jab aise dekhati ho achchhi lagti ho kabhi julfon se kabhi aanchal se jab khelti ho achchhi lagati ho mujhe dekh ke jab tum yuh thandi aahen bharte ho achchhe lagte ho mujhko jab lagta hai tum mujh par hi marte ho achchhe lagte ho tum mein aye mehrbaan saari hain khoobiyaan bholapan sadagi dilkashi tajagii dilkashi tumse hai tajagi tumse hai tum huye hamnashi ho gayi main haseen rang tumse mile hai sare taareef jo sun ke tum aise sharma jati ho achchhi lagti ho kabhi hans deti ho aur kabhi itra jaati ho achchhi lagti ho mujhe dekh ke jab tum yuh thandi aahen bharte ho achchhe lagte ho khoye se tum ho kyon soch mein gum ho kyon baat jo dil mein ho keh bhi do keh bhi do sochta hoon ke main kya pukaru tumhe dilnashin najneen maaheru mehjabeen yeh sab hai naam tumhare mere itne saare naam hai jab tum yeh kehte ho achchhe lagte ho mere pyaar mein jab tum khoye khoye se rehte ho achchhe lagte ho mujhe tum chupke chupke jab aise dekhati ho achchhi
baat meri suniye to zara baat meri suniye to zara meri baat sun ke ye bataiye ke iske bare mein hai aap ka khayal kya itna kyon guroor aap mein hai itna aap mein hai naaz kisliye bataiye hai kisne yeh sikhaya aapko ke jo bhi tumko chhahe jo bhi tum ko pyaar se mile usi se tum raho khafa khafa baat meri suniye to zara aise hum nahin hain lekin hum agar ho aise bhi to iss mein kya hua kyon na ho guroor humko kyon na hum ko naaz ho ke hum haseen logo ki hi thokaro mein hai zamana jisko dekhiye humara hai deewana hum kisi ka dil bhi tod de kisi ko aadhe raste mein chod de to usko bhi ye duniya kehti hai ada ho ho ho kahiye kaisa aap ko laga baat meri suniye to zara aaj sun hi lijiye ke kya hai husn aapka kya hai aap ki ada aap ke har ek sitam ko humne hi ada kaha aur aap ki har ek ada ko hans ke humne hi saha humne hi zara si ek baat ko badha ke daastan kar diya hai humne hi to husn ki zameen ko aasmaan kar diya hai duniya mein jo aap ka yeh husn bemisal hai to is mein
halki halki mulaaqatein thi door door se baatein thi halki halki mulaaqatein thi door door se baatein thi dheere dheere kya ho gaya hai main kya kahoon kyun ladkhadaaye dhadkan kyun thartharaaye tan mann kyun hosh mera yun kho gaya hai main kya kahoon kyun ladkhadaaye dhadkan kyun thartharaaye tan mann kyun hosh mera yun kho gaya hai main kya kahoon kuchh na kaho kuchh na kaho kuchh na kaho kuchh na kaho sab mere din sab raaten tumhaare khayaalon mein rehten hai gum kehni hai tumse jo baaten baitho zara ab sun bhi lo tum kya mere khaab hain kya hai meri aarzoo tum se ye daastaan kyun na kahoon rubaroo kuchh na kaho kuchh na kaho kuchh na kaho kuchh na kaho hoooo jazbaat jitne hai dil mein mere hi jaise hain wo bezabaan jo tumse main keh na paayi kehti hai wo meri khamoshiyaan sun sako to suno wo jo maine kaha nahin sach to hai kehne ko ab kuchh raha nahin kuchh na kaho kuchh na kaho kuchh na kaho kuchh na kaho halki halki mulaaqatein thi door door se baatein thi
tumhen aaj maine jo dekha ho tumhen aaj maine jo dekha tumhen aaj maine jo dekha chamka hai kismat ka taara badli naseeb ki rekha tumhen aaj maine jo dekha tumhen aaj maine jo dekha chamka hai kismat ka taara badli naseeb ki rekha tumhen aaj maine jo dekha tum ishq mere tum khwaab mere tum jaan ho tum ho chaina tum yaar mere tum pyaar mere dildaar mere din raina tum aarzoo mein tum justjoo mein tum raaste mein manzil mein tum rooh mein ho tum saans mein ho tum dhadkanon mein tum dil mein tumhen pehchaanu tumhi ko jaanoon tumhi ko maanun tumhi ko tumhen pehchaanu tumhi ko jaanoon tumhi ko maanu hooo oooo tumhi ko tumhen aaj maine jo dekha chamka hai kismat ka taara badli naseeb ki rekha tumhen aaj maine jo dekha tum shauk mere armaan mere tum dost mere tum dilbar tum zindagi ho tum bandagi ho kabza tumhaara mere dil par tum rang bhi ho tum roop bhi ho tum dhoop bhi ho chhaya bhi tum menka ho tum apsra ho tum moh bhi ho maaya bhi tum aise ho aaye tum aise ho chhaye
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Achchhi Lagti Ho Kuch Naa Kaho (2003) 06:19 20101
 
Poster of Kuch Naa Kaho (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Shankar, Ehsaan, Loy
Duration : 06:19   Song Number : 20101   

Baat Meri Suniye To Zara Kuch Naa Kaho (2003) 05:47 11959
 
Poster of Kuch Naa Kaho (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Shankar, Ehsaan, Loy
Raag- 
Gavati
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:47   Song Number : 11959   

Kuchh Na Kaho Kuch Naa Kaho (2003) 05:22 11960
 
Poster of Kuch Naa Kaho (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Shankar, Ehsaan, Loy
Duration : 05:22   Song Number : 11960   

Tumhen Aaj Maine Jo Dekha Kuch Naa Kaho (2003) 04:24 40461
 
Poster of Kuch Naa Kaho (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Shankar Ehsaan Loy
Duration : 04:24   Song Number : 40461